Ads Top

Jaane Kaun Sa Rasta Lyrics

Jaane Kaun Sa Rasta

Usake Ghar Ko Jata

Jaane Kaun Sa Rang Hai

Usake Mann Ko Bhata

Aisi Kai Hai Paheliya

Mann Mein Kare Jo Athkheliya

Aisi Kai Hai Paheliya

Mann Mein Kare Jo Athkheliya

Jaane Kaun Sa Wada

Usako Lubhata

Jaane Kaun Sa Rasta

Usake Ghar Ko Jata


Kahin Door Se Main

Hoon Gungunata

Usake Liye Naye Geet Gata

Kahin Door Se Main

Hoon Gungunata

Usake Liye Naye Geet Gata

Jaane Kaun Sa Nagma

Usake Mann Ko Bhata

Aisi Kai Hai Paheliya Mann

Mein Kare Jo Athkheliya

Aisi Kai Hai Paheliya Mann

Mein Kare Jo Athkheliya

Jaane Kaun Sa Rasta

Usake Ghar Ko Jata

Jaane Kaun Sa Rang Hai

Usake Mann Ko Bhata


Kabhi Dhoop Hai

Kabhi Chhanv Bhi Hai

Kabhi Sard Hai Barsat Bhi Hai

Kabhi Sard Hai Barsat Bhi Hai

Jaane Kaunsa Mausam

Usako Suhata Aisi Kai

Hai Paheliya Mann

Mein Kare Jo Athkheliya

Aisi Kai Hai Paheliya Mann

Mein Kare Jo Athkheliya

Jaane Kaun Sa Rasta

Usake Ghar Ko Jata

Jaane Kaun Sa Rang Hai

Usake Mann Ko Bhata.

No comments:

Powered by Blogger.