Ads Top

Jaane Mujhko Ye Lyrics

Sehami Sehami Aahe

Hai Dahshat Si Mann Mein

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai


Sehami Sehami Aahe

Hai Dahshat Si Mann Mein

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai

Yaad Unki Dil Se Jati Nahi Hai

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai


Syahi Hai Ranjo Gham Ki

Fiza Si Hai Saayi

Har Pal Mera Ji Jal Rajha Hai

Yaad Unki Dil Se Jati Nahi Hai

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai


Viranagi Hai Harsu

Har Patta Hil Raha Hai

Mere Hale Dil Pe Hay

Aashiyana Ro Raha Hai

Yaad Unki Dil Se Jati Nahi Hai

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai


Jitani Bhi Ki Hai Koshish

Main Ne Bhulane Ki Unako

Utana Hi Unaka Mujh Par

Nasha Chha Raha Hai

Yaad Unki Dil Se Jati Nahi Hai

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai


Woh Agar Aa Bhi Paye

Ruk Payengi Gardishe Kya

Jinki Katir Mera Yeh

Jahan Mit Raha Hai

Yaad Unki Dil Se Jati Nahi Hai

Jane Yeh Mujhko

Kya Ho Raha Hai.

No comments:

Powered by Blogger.