Ads Top

Jaaneman Jaane Jaan Lyrics

Jaaneman Jaane Jaan Lyrics

He Ho O O Dekhe Tujhe

Ke Dil Ko Sambhaala Kare Ae Koi Allah

Arre Waah Re Allah Miyaan Allah

Ek Waqt Mein Kya Kya Kare Koi


Jaane Man Jaane Man

Jaane Man Jaane Jaan

Hoja Aaj Meharbaan

Jaane Man Jaane Jaan

Hoja Aaj Meharbaan

Aisi Tanhaai Kahaan Aur Phir

Ham Bhi Jawaan Haan Haan

Ham Bhi Jawaan Oy Hoy

Ham Bhi Jawaan


Jna Na Na Na Na Baaba Na

Arre Na Na Na Na Na Baaba Na

Zamaana Shor Machaayega

Zamaana Shor Machaayega

Uyi Maa Kaun Bachaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Ye Mauqa Ye Mauqa

Ye Mauqa Phir Na Aayega

Jaane Man Jaane Jaan

Hoja Aaj Meharbaan

Ho Ja Aaj Meharbaan Aan Aan Haan


Aisi Na Na Karo Na Khudaara

Aisi Na Na Karo Na Khudaara

Bada Naazuk Hai Ye Dil Hamaara

Jhamko Teri Adaaon Ne Maara

O Hamko Teri Adaaon Ne Maara

Koi Jeene Ka De Do Sahaara

Dekho Pehli Mulaaqaat Hai Ye Abhi

Dekho Pehli Mulaaqaat Hai Ye Abhi

Meharbaan Honge Ham Bhi

Magar Phir Kabhi

Haan Magar Phir Kabhi

Haan Magar Phir Kabhi


Arre Arre Arre Ye Phirr Ye Phirr Hai

Phirrta Jaayega Kya Ye Phirr Hai

Phirrta Jaayega Chali Aa

Na Jaane Ye Phirr Kab Aayega


Na Na Na Na

Na Baaba Na

Arre Haan Haan Haan Haan

Haan Haan Haan Haan

Zamaana Shor Machaayega

Uyi Maa Kaun Bachaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Ye Mauqa Ye Mauqa

Ye Mauqa Phir Na Aayega

Jaane Man Jaane Jaan

Ho Ja Aaj Meharbaan

Ho Ja Aaj Meharbaan Aan Aan Haan


Ye Mohabbat Ke Din Hain Hamaare

Ye Mohabbat Ke Din Hain Hamaare

Haaye Hote Kabhi Ham Kanwaare

Haaye Hote Kabhi Ham Kanwaare

O Kab Se Armaan Dil Mein Hain Pyaare

Koi Hamko Bhi Apna Pukaare

Rehne Do Wo Jawaani Ke Din Dhal Gaye

Rehne Do Wo Jawaani Ke Din Dhal Gaye

Chalne Waale Thhe Jo Teer

Sab Chal Gaye Haan Haan

Sab Chal Gaye Oho

Sab Chal Gaye

Kya Kaha Sab Chal Gaye

Arre Chadhti Hai Jawaani Ki Masti

Jitni Ye Puraani Hoti Hai

Dil Zinda Ho To Jawaani Se

Sheerin Bhi Suhaani Hoti Hai

Kuchh Samjhe

Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm

Mujhe Lagta Hai Nahin Samjhe

Hamaara Pyaar Bataayega

Budhaapa Rang Laayega

Hamaara Pyaar Bataayega

Budhaapa Rang Laayega


Na Na Na Na Na Baaba Na

Arre Haan Haan Haan Haan

Haan Haan Haan Haan

Zamaana Shor Machaayega

Uyi Maa Kaun Bachaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Jo Hoga Dekha Jaayega

Ye Mauqa Ye Mauqa

Ye Mauqa Phir Na Aayega

Jaane Man Jaane Jaan

Nanananana

Ho Ja Aaj Meharbaan

Nanananana

Ho Ja Aaj Meharbaan

Haan Haan Haan Haan

Nananananana

Haan Haan Haan Haan

Haaan Haaan Haaan Haaan.

No comments:

Powered by Blogger.