Ads Top

Jitna Bana Sako Lyrics

Jitna Bana Sako Deewana Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Jitna Bana Sako Deewana Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Haan Jitna Bana Sako


Hoton Pe Aakar Ruki Hai Jop Baate

Woh Kehne Ko Tum Se Jhuki Hai Ye Raate

Zara Bekhudi Se Tum Apni Kehdo

Abhi Aur Karni Hai Sanam Mulakaate

Khayalo Ko Mere Tarane Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Haan Jitna Bana Sako Deewana Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Haan Jitna Bana Sako


Khata Aise Koi Na Ho Jaaye Humse

Nazar Jhuk Na Jaaye Humari Sharam Se

Peela De Nazar Se Mujhe Jhaam Jaanam

Main Pyasa Hoon Kitane Janmo Janam Se

Ye Deewangi Ko Bahana Bana Do

Pyaar Ke Do Pal Ko Saza Na Bana Do

Jitna Bana Sako Deewana Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Haan Jitna Bana Sako Deewana Bana Do

Pyar Ke Do Pal Ko Fasana Bana Do

Jitna Bana Sako.

No comments:

Powered by Blogger.