Ads Top

Kaanch Ki Choodiyan Lyrics

Baag Par Jis Ghadi Padti Hai Bijalio Ki Nazar

Nooran Ke Chehare Pe Us Waqt Malaal Aata Hai

Jee Mein Aata Hai Ke Duniya Se Bagawat Kar Loon

Par Tere Haath Ki Choodi Ka Khyaaal Aata Hai


Choodiyan Choodiyan Choodiyan Choodiyan

Choodiyan Choodiyan Choodiyan Choodiyan

Choodiyan Choodiyan Choodiyan Choodiya

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan


Kaanch Ki Choodiya Bhi Ajab Cheez Hai

Kis Jabaan Se Kahoon Ye Sabab Cheez Hai

Kaanch Ki Choodiya Dekhiye Door Se

In Ka Rishta Hai Mathe Ka Sindoor Se

Dekhne Mein To Seeshe Ki Lagti Hai Ye

Kitani Maao Ke Haath Mein Sajti Hai Ye

Kaanch Ki Choodiyan Hai Dulhan Ke Liye

Kaanch Ki Choodiyaan Behen Ke

Kitani Pyari Hai Kaanchi Ki Dooriyaan

Kitani Nyari Hai Kaanch Ki Choodiya

Kaanch Ki Choodiyan Dil Ka Armaan Hai

Dosto Ek Suhagan Ki Pehchaan Hai

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan


Thaa Kisi Gaaon Mein Ek Gareeb Aadami

Badnaseeb Aur Mohtaaz Thaa Aadami

Pehla Din Uskii Tankha Thaa Yaad Tha

Ghar Mein Khushiyon Ka Charo Taraf Raaz Tha

Boli Shohar Se Biwi Bade Pyar Se

Meri Shaadi Ko Kitane Baras Ho Gaye

Jism Par Ek Bhi Koi Jewar Nahi

Kaan Mein Taz Kade Ka Jhoomar Nahi

Jaise Pehni Hai Usha Aur Neelu Ki Maa

Waise Sone Ke Kangan Bana Do Miya

Baat Meri Asar Tum Pe Karti Nahi

Baat Meri Asar Tum Pe Karti Nahi

Gore Haatho Mein Ab Sajti Nahi

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan


Bola Shohar Ke Aye Meri Pyari Lata

Ghar Ke Baare Mein Khud Hai Tujhe Bhi Pata

Mujhko Milte Hai Tankhah Mein Dhaai So

Jaanti Ho Ke Ghar Mein Afraad Nau

Chalna Phir Na Bhi Peetah Ka Bhi Dushwaar Hai

Boodhi Maa Bhi Mahino Se Beemaar Hai

Apne Ghar Ka Kiraya Bhi Tees Hai

Uspe Bacho Ke Iskool Ki Fees Hai

Saamne Sar Pe Hai Ek Tyohar Bhi

Aur Mehnga Hai Is Waqt Bazaar Bhi

Aur Kaise Bataun Main Uljhan Tumhe

Kaise Laadoon Main Sone Ke Kangan Main

Baat Shohar Ki Dulhan Ro Padi

Lagke Seene Se Vaisi Woh Kehne Lagi

Tum Salamat Raho Ab Koi Gham Nahi

Tum Salamat Raho Ab Koi Gham Nahi

Tum Salamat Raho Ab Koi Gham Nahi

Tum Salamat Raho Ab Koi Gham Nahi

Mere Sartaaz Sone Se Kuchh Kam Nahi

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan

Kaanch Ki Choodiyan Kaanch Ki Choodiyan.


No comments:

Powered by Blogger.