Ads Top

Na Hindu Jalta Hai Lyrics

Na Hindu Jalta Hai Lyrics

Na Hindu Jalta Hai Na

Musalman Jalta Hain

Na Hindu Jalta Hai Na

Musalman Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain

Sheitano Ki Holi

Mein Insaan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain


Jahan Barso Se Khada Thaa

Wahin Insaan Khada Hai

Jahan Barso Se Khada Thaa

Wahin Insaan Khada Hai

Sadiyaan Guzar Gayi

Naadan Pada Hain

Na Geeta Jalti Hain

Na Khuraan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain

Sheitano Ki Holi Mein

Insaan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain


Masjid Koi Dhaye

Koi Mandir Ko Giraye

Masjid Koi Dhaye

Koi Mandir Ko Giraye

Basti Mein Koi Chahein

Jahan Aag Lagaye

Allah Allah Allah

Allah Jalta Hain Na

Bhagwan Jalta Hain

Na Hindu Jalta Hai

Na Musalman Jalta Hain

Sheitano Ki Holi

Mein Insaan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain


Ye Koan Sa Nasha

Hain Zara Hosh Mein Aao

Ye Koan Sa Nasha

Hain Zara Hosh Mein Aao

Soye Huye Iss Kom

Ke Reh Par Jagao

Nafrat Ki Aandhiyon

Mein Hindustaan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain

Na Hindu Jalta Hai

Na Musalman Jalta Hain

Sheitano Ki Holi

Mein Insaan Jalta Hain

Dharm Jalta Hain

Na Imaan Jalta Hain.

No comments:

Powered by Blogger.