Ads Top

Pee Ke But Khana Bhi Maikhana Lyrics

Pee Ke But Khana Bhi Maikhana Lyrics


Jazbe Wafa Se Kaam

Liya Aur Pee Gaye

Saaqi Se Badh Ke Jaam

Liya Aur Pee Gaye

Saaqi Se Badh Ke Jaam

Liya Aur Pee Gaye

Maloom Jab Huaa Ke

Mainaab Hain Gara

Maloom Jab Huaa Ke

Mainaab Hain Gara

Allah Miyaan Ka Naam

Liya Aur Pee Gaye

Allah Miyaan Ka Naam

Liya Aur Pee Gaye


Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Rind Ho Phool Bhi

Paimana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana


Mast Nazron Se Peela

Mujhko Sharaabe Irfaan

Mast Nazron Se Peela

Mujhko Sharaabe Irfaan

Teri Aankhon Mein To

Maikhana Nazar Aata Hain

Teri Aankhon Mein To

Maikhana Nazar Aata Hain

Rind Ho Phool Bhi

Paimana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana


Mehfile Ishq Mein Laazim

Hain Shamma Ka Jalna

Mehfile Ishq Mein Laazim

Hain Shamma Ka Jalna

Shamma Jalti Hain To

Parwana Nazar Aata Hain

Shamma Jalti Hain To

Parwana Nazar Aata Hain

Rind Ho Phool Bhi

Paimana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana


Unki Nazron Se Nazar

Jab Bhi Kabhi Milti Hain

Unki Nazron Se Nazar

Jab Bhi Kabhi Milti Hain

Raks Karta Huaa Maikhana

Nazara Aata Hain

Raks Karta Huaa Maikhana

Nazara Aata Hain

Rind Ho Phool Bhi Paimana

Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata

Hain Pee Ke But Khana


Aye Ghame Yaar Kahin

Aur Chale Hum Dono

Aye Ghame Yaar Kahin

Aur Chale Hum Dono

Ye Jahaan Ishq Se

Begana Nazar Aata Hain

Ye Jahaan Ishq Se

Begana Nazar Aata Hain

Rind Ho Phool Bhi

Paimana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana Bhi

Maikhana Nazar Aata Hain

Pee Ke But Khana.

No comments:

Powered by Blogger.