Ads Top

Pia Saanvara Lyrics

Pia Saanvara Lyrics

Pia Saanvara, Pia Saanvara,

Pia Saanvara Tarsa Raha

Sajna Mora Tadapa Raha

Pia Saanvara Tarsa Raha

Sajna Mora Tadapa Raha

Kahin Door Se Deke Kar Sada,

Kahin Door Se Deke Kar Sada

Ulja Raha Mannwa Mora,

Ulja Raha Mannwa Mora,

Ulja Raha Mannwa Mora

Pia Saanvara


Meri Aankh Mein Tera Rang Hai

Pia Door Hai Par Sang Hai

Haan Meri Aankh Mein Tera Rang Hai

Pia Door Hai Par Sang Hai

Jogan Bani Main Pyaar Mein,

Jogan Bani Main Pyaar Mein

Pia Baawara, Pia Baawara,

Ithla Raha Pia Saanvara


Nahi Bookh Mein, Nahi Pyaas Mein

Meri Shaam Ki Iss Aas Mein

Nahi Bookh Mein, Nahi Pyaas Mein

Meri Shaam Ki Iss Aas Mein

Iss Shaam Ka Uss Shaam Se,

Iss Shaam Ka Uss Shaam Se

Rishta Koi Batla Raha,

Rishta Koi Batla Raha

Pia Saanvara, Pia Saanvara

Pia Pia Pia Pia Saanvara,

Saanvara, Saanvara.

No comments:

Powered by Blogger.