Ads Top

Sabse Haskar Milnewale Lyrics

Sabse Haskar Milnewale Lyrics


Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai

Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Ghar Lekin Viraana Kyun Hai

Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai


Sadiyon Se Chup Chaap Khade Hai

Sadiyon Se Chup Chaap Khade Hai

Dono Hi Betaab Karaare

Sadiyon Se Chup Chaap Khade Hai

Dono Hi Betaab Karaare

Itani Mauje Itane Tufaan

Bich Mein Aisa Dariya Kyun Hai

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Ghar Lekin Viraana Kyun Hai

Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai


Karke Wafa Ke Baad Bhi Aksar

Ye Dil Angadaai Leta Hai

Karke Wafa Ke Baad Bhi Aksar

Ye Dil Angadaai Leta Hai

Kab Se Soch Raha Hoon Aakhir

Aisa Hai To Aisa Kyun Hai

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Ghar Lekin Viraana Kyun Hai

Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai


Khaak Mere Kadmon Ki Ek Din

Unke Dar Tak Jaa Pahochegi

Khaak Mere Kadmon Ki Ek Din

Unke Dar Tak Jaa Pahochegi

Jaan Hi Lene Jaanane Waale

Ashq Huaa Beimaana Kyun Hai

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Tera Aangan Phoolo Jaisa

Ghar Lekin Viraana Kyun Hai

Sabse Haskar Milnewale

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai

Tanhaai Mein Rota Kyun Hai.

No comments:

Powered by Blogger.