Ads Top

Shri Raghunath Ki Katha Lyrics

Shri Raghunath Ki Katha

Shrvan Se Hi Mitte Paap Sada

Pawan Ati Pawan Aadarsh

Dham Hai Charak Sahit

Ke Moksh Dayni Katha Janak

Jaa Sawyam War Hai

Janakpur Manohar Hai

Garw Dikhaya Rawan Ne

Dhanush Ko Toda Raghuwar

Ne Shiv Dhanu Bhang Ki Gunj Uthi

Shubh Vivah Ki Shobha Badhi

Subh Tithi Subh Ghadi

Shiv Ke Hari Ke Pani Grahan

Ka Ati Sunder Darshan


Ananad Ananad Charo Disha

Devi Sita Bani Hai Dulahaniya

Prabhu Ram Bane Dekho

Dulha Anand Anand Charo Disha

Shri Raghunath Ki Katha

Shravan Se Hi Mitte Paap Sada

Sita Ayodhya Ayi Raghuwar Ke Sang

Charo Disha Me Faila Khusiyo Ka Rang

Rajyabhishek Ka Nirnay Hua

Rani Kaikayi Ne Usko Roka

Ram Banwas Kare Bharat Hi Ho

Raja Pati Se War Manga Teer Laga Jaisa

Dashrath Ji Murchit Hue Putr

Moh Ko Taj Na Sake Re

Sheesh Jukhaye Lete Vidayi

Chalte Awadh Se Ram Raghurai

Chale Siya Lakshman Ke Sang

Ram Ban Gye Vanwaasi

Shobha Badh Gayi Van Kal Ki

Mudi Katha Kuch Aisi

Roye Sabhi Rehvaasi Shri

Raghunaath Ki Katha

Shravan Se Hi Mitte Paap Sada


Wan Pe Parnkuti Hai Raam Nivaas Yahi Hai

Swarn Hiran Ki Aankhe Chamki

Seeta Reh Gayi Use Dekhti

Man Ko Na Rok Saki Mrig Chahiye Ye Kehti

Ye Kaamna Poorn Kare Ye

Shree Raam Hai Van Ko Chale

Ati Chatur Bhringi Maayavi

Wo Mrig Bana Maarich

Shri Raam Ka Baan Use Jaise

Laga Wo Dusht Laga Fir Cheekh

Lakshman Lakshman Lakshman

Bhawti Bhikhshaam Dehi

Raavan Wahan Ja Pahuncha

Bhikshuk Sa Banke

Dene Biksha Nikli Hai Seeta

Jaise Paar Ki Lakshman Rekha

Dhra Sahit Utha Liya Dharni

Suta Ka Haran Kiya

Shri Raghunaath Ki Katha

Shravan Se Himitte Paap Sada


Seeta Seeta Praan Piya Soona Soona

Jiwan Virahkul Si Chubhan Hai

Siya Ke Bina Raha Na Jaaye Man

Mandir Ye Toota Jaaye

Gati Bin Jeevan Badh Na Paaye

Seeta Kahan Kho Gayi Tum

Apna Milna Jaise Ek Sapna

Kanth Me Dukh Ahi Aankho Me Praan Hai

Kaate Hue Pankh Hai Jatu

Vihang Hai Sunaate Seeta Vritant Hai

Aarambh Hua Hanumant Bhagwatam.

No comments:

Powered by Blogger.