Ads Top

Tere Bina Jiya Na Jaaye Lyrics

Tere Bina Jiya Na Jaaye Lyrics

Tere Bina Jiya Na Jaaye

Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina

Tere Bina Jiya Na Jaaye

Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina


Dil De Ke Jaana Jaan De Ke Jaana

Gurbat Kya Hai Muhabbat Kya Hai

Duniya Ki Daulat Mil Bhi Jaaye Toh

Tu Na Mila Toh Kuchh Na Mila

Meri Wafa Ko Na Aajmaana

Yeh Na Bhul Jaana Ki

Main Hoon Tera, Tera Apana

Tere Bina Jiya Na Jaaye

Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina


Milana Hamaara Iss Jindagi Mein

Sapana Nahi Haqiqat Hai Yeh

Tum Jo Nahi Toh Kuchh Bhi Nahi Hai

Yeh Jaan Lo Yeh Maan Lo

Meri Wafa Ko Na Aajmaana

Yeh Na Bhul Jaana Ki

Main Hoon Tera, Tera Apana

Tere Bina Jiya Na Jaaye

Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina.

No comments:

Powered by Blogger.