Ads Top

Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics

Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics

Tum Ko Apna Bana Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne

Apne Dil Mein Basa Liya Humne

Apne Dil Mein Basa Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne


Ab Zaroorat Nahi Dawa Ki Humein

Ab Zaroorat Nahi Dawa Ki Humein

Dard Itna Badha Liya Humne

Dard Itna Badha Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne


Tum Hi Tum Ho Mere Khayalo Mein

Tum Hi Tum Ho Mere Khayalo Mein

Naksh Aisa Zama Liya Humne

Naksh Aisa Zama Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne


Dekhi Duniya Ki Be Rukhi Aesi

Dekhi Duniya Ki Be Rukhi Aesi

Sabse Dil Ko Hata Liya Humne

Sabse Dil Ko Hata Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne


Saari Khushiya Hai Mere Daaman Mein

Saari Khushiya Hai Mere Daaman Mein

Tumko Jis Din Se Paa Liya Humne

Tumko Jis Din Se Paa Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne


Sabki Sun Sun Ke Daastane Gham

Sabki Sun Sun Ke Daastane Gham

Apne Gham Ko Chhupa Liya Humne

Apne Gham Ko Chhupa Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne

Apne Dil Mein Basa Liya Humne

Apne Dil Mein Basa Liya Humne

Tum Ko Apna Bana Liya Humne.

No comments:

Powered by Blogger.