Ads Top

Tumne Kya Keh Diya Lyrics


Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Chand Taaro Ka Khawab

Bun Liya Bun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Chand Taaro Ka Khawab

Bun Liya Bun Liya

Maine Kya Sun Liya


Unkahi Si Thi Baat Wo

Jo Maine Suni

Bheegi Bheegi Thi Raat

Wo Jo Tumne Chuni

Unkahi Si Thi Baat Wo

Jo Maine Suni

Bheegi Bheegi Thi Raat

Wo Jo Tumne Chuni

Aisi Barsaat Mein

Aisi Barsaat Mein

Aisi Barsaat Mein

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Maine Kya Sun Liya

Maine Kya Sun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Chand Taaro Ka Khawab

Bun Liya Bun Liya

Maine Kya Sun Liya


Rang Mujhse Hi

Leke Udi Titliyan

Gunjti Hi Rahi

Saath Shenaaiya

Rang Mujhse Hi

Leke Udi Titliyan

Gunjti Hi Rahi

Saath Shenaaiya

Bole Koyal Kahin

Bole Payal Kahin

Bole Koyal Kahin

Maine Kya Sun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Tumne Kya Keh Diya

Tumne Kya Keh Diya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Chand Taaro Ka Khawab

Bun Liya Bun Liya

Maine Kya Sun Liya


Kuchh Kaha Na Suna

Maine Tumhse Kabhi

Bolti Hi Rahi Baat

Nazare Sabhi

Kuchh Kaha Na Suna

Maine Tumhse Kabhi

Bolti Hi Rahi Baat

Nazare Sabhi

Aise Haalat Mein

Aise Haalat Mein

Aise Haalat Mein

Dil Ne Kya Sun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Maine Kya Sun Liya

Tumne Kya Keh Diya

Maine Kya Sun Liya

Chand Taaro Ka Khawab

Bun Liya Bun Liya

Maine Kya Sun Liya.

No comments:

Powered by Blogger.