Ads Top

Ya Khuda Lyrics

Kyun Dard Kisi Ko De Jaate Hain Log

Pal Mein Saari Khushiyan

Le Jaate Hain Log

Kyun Palke Milate Pal Mein Hi

Bechhadte Hain Log

Jab Yaad Kisi Ki Aati Hain

Fariyaad Kisi Ki Sunaati Hain

Bin Gunaah Ki Zindagi

Saza Ban Jaati Hain


Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa

Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa


Manzar Saare Sukhein Hain

Waade Saare Jhoothe Hain

Aankhon Se Barese Aansu

Suna Ye Jahan


Manzar Saare Sukhein Hain

Waade Saare Jhoothe Hain

Aankhon Se Barese Aansu

Suna Ye Jahan

Mere Dard Ki Dede Koi Dawa

Kab Tak Rahoon Mein

Apne Dil Se Juda


Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa

Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa


Baadat Ko Saawan Tarse

Intezaar Mein Neina Tadpe

Aaja Re Aajao Aajao Aajao

Aajao Bairi Piyaa


Baadat Ko Saawan Tarse

Intezaar Mein Neina Tadpe

Aaja Re Aajao Aajao Aajao

Aajao Bairi Piyaa

Kare Na Koi Preet

Kyaa Aisi Bani Hain Reet Re

Yaadon Mein Hi Reh Jaayega

Umeedon Ka Jahaan


Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa

Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa


Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa

Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa


Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa

Ya Khuda Tu Batta

Ruthe Dilo Ki Koi Dawa.

No comments:

Powered by Blogger.