Ads Top

Aaja Sawariya Lyrics

Aaja Sawariya

Aaja Sawariya

Tere Bin Tadpe Jiya

Tere Bin Tadpe Jiya

Sawan Barse Naina Tarse

Sawan Barse Naina Tarse

Tujhko Pukare Piya Piya

Aaja Sawariya

Aaja Sawariya

Tere Bin Tadpe Jiya

Tere Bin Tadpe Jiya


Wada Tha Tera

Aayega Ek Din

Wada Tha Tera

Aayega Ek Din

Pyar Barsayega

Har Pal Har Din

Pyar Barsayega

Har Pal Har Din

Piya Mohe Piya Mohe

Piya Mohe Piya Mohe

Na Tarsa Na Tadpa

Aaja Sawariya

Aaja Sawariya

Tere Bin Tadpe Jiya

Tere Bin Tadpe Jiya

Aaja Sawariya


Suna Yeh Angana

Pyasi Hai Raina

Suna Yeh Angana

Pyasi Hai Raina

Teri Hi Yaado Ne

Chhina Hai Chaina

Teri Hi Yaado Ne

Chhina Hai Chaina

Roye Jiya Roye Jiya

Roye Jiya Roye Jiya

Na Tu Sata Na Tu Rula

Aaja Sawariya

Aaja Sawariya

Tere Bin Tadpe Jiya

Tere Bin Tadpe Jiya

Sawan Barse Naina Tarse

Sawan Barse Naina Tarse

Tujhko Pukare Piya Piya.

No comments:

Powered by Blogger.