Ads Top

Apani Maa Hai Lyrics

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Iski Mamta Ke Saaye Me

Ham Badhate Jaaye Aage Aage Aage

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Iski Mamta Ke Saaye Me

Ham Badhate Jaaye Aage Aage Aage


Apne Khun Pasine Se

Jisne Laga Ke Sine Se

Apne Khun Pasine Se

Jisne Laga Ke Sine Se

Hame Jivan Amrit Pilaaya

Hame Itana Kabil Banaaya

Woh Apani Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa


Apani Khushi Ke Sapne Liye

Har Saans Hai Jiski Apne Liye

Apani Khushi Ke Sapne Liye

Har Saans Hai Jiski Apne Liye

Hamako Jiska Abhimaan Hai

Jo Apani Sahi Pehchaan Hai

Woh Apani Maa

Apani Maa Apani Maa Hai

Duniya Ki Sabse Achchhi Maa

Apani Maa Apani Maa Hai

Duniya Ki Sabse Achchhi Maa


Aaj Khinn Dukhiyaari Kyun Hai Maa

Aaj Yu Hari Hari Kyun Hai Maa

Tere Aansuo Ke Kharepan Me

Yeh Kadvaahat Kaise Aayi

Shaayad Hami Hain Jisne

Teri Aisi Haalat Banaayi


Bahut Huwa Abb Jag Aaye Hindustani

Muskan Maa Ki Tujhe Hai Vaapas Laani

Bhai Bhai Ke Khun Ka Pyaasa Kyun Hai

Majhab Ki Kaisi Hai Yeh Kapat Kahaani

Mehnat Aur Prem Ka Mantra Ghosh

Ik Duje Me Yeh Jagaao Hosh

Mehnat Aur Prem Ka Mantra Ghosh

Ik Duje Me Yeh Jagaao Hosh

Haath Jod Yeh Vinati Kar Rahi

Teri Dulaari Maa Teri Bhaarat Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa

Apani Maa Hai Duniya Ki

Sabse Achchhi Maa.

No comments:

Powered by Blogger.