Ads Top

Banjara Awara (Title) Lyrics

Banjara Awara (Title) Lyrics

Udi Patang Leke Mujhe

He Jahan Ummidon Ka Samandar

Diljawa Ummidein Thikane Hai Lapta

Thikane Lapta, Hai Rahe Lapata, Kinare Lapata


Udi Patang Leke Mujhe Hai Jahan

Ummido Ka Samandar, Samandar

Banjara Hoon, Awara Hoon

Banjara Hoon, Awara Hoon


Begane Rishton Ko Mein

Chhod Aaya Chhod Aaya

Chadar Beshrmi Ki

Odh Aaya Main Odh Aaya

Udta Parinda Mein Garaunde Lapata

Khwabo Ka Lutera Mein Khazane Lapata

Udi Patang Leke Mujhe Hai Jahan

Ummido Ka Samandar, Samandar

Banjara Hoon, Awara Hoon

Banjara Hoon, Awara Hoon


Wo Barishein Bewafa Thi

Wo Hawayein Bewafa

Wo Lehrein Bewafa Thi

Wo Ghataye Bewafa

Wo Barishein Bewafa Thi

Wo Hawaye Bewafa

Wo Lehrein Bewafa Thi

Wo Ghataye Bewafa

Tu Bhi Lapata Tha Mein Bhi

Lapata Mein Bhi Lapata

Udi Patang Leke Mujhe Hai Jahan

Ummido Ka Samandar, Samandar

Banjara Hoon, Awara Hoon

Banjara Hoon, Awara Hoon

No comments:

Powered by Blogger.