Ads Top

Dekha Mujhe To Lyrics

Dekha Mujhe To Shaam Ka

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya

Dekha Mujhe To Shaam Ka

Chehra Utar Gaya

Leta Hua Tha Kabra Mein

Aur Din Guzar Gaya

Dekha Mujhe To Shaam Ka

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya


Aawaz Goonjti Hui,

Paazeb Ki Gayi

Aawaz Goonjti Hui,

Paazeb Ki Gayi

Aawaz Goonjti Hui,

Paazeb Ki Gayi

Dariya Mein Tairta Hua,

Koi Bhanvar Gaya

Dariya Mein Tairta Hua,

Koi Bhanvar Gaya

Koi Bhanvar Gaya

Dekha Mujhe To Shaam Ka

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya


Jo Shaks Har Gunaah Mein

Shaamil Tha Mere Saath

Jo Shaks Har Gunaah Mein

Shaamil Tha Mere Saath

Jo Shaks Har Gunaah Mein

Shaamil Tha Mere Saath

Har Roz Uth Ke Poochta Hoon,

Wo Kidhar Gaya

Har Roz Uth Ke Poochta Hoon,

Wo Kidhar Gaya

Wo Kidhar Gaya

Leta Hua Tha Kabra Mein

Aur Din Guzar Gaya

Dekha Mujhe To Shaam Ka

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya

Chehra Utar Gaya.

No comments:

Powered by Blogger.