Ads Top

Dolly Ki Doli (Title) Lyrics

Dolly Ki Doli (Title) Lyrics

Kamli Ye Dekho Aasmaani Pari

Sabko Nachaye Ye Hai Meethi Chhuri


Ho Kamli Ye Dekho Aasmaani Pari

Sabko Nachaye Ye Hai Meethi Chhuri

Kivein Maar Phir Aankh Maar

Kare Sab Pe Jora Jori

Arrey Meethi, Khatti Khatti Meethi

Papermint Ki Goli


Dhoom Dhadake Karti,

Bin Piye Hi Chadhti

Allah Khair Kare, Maula Khair Kare

Jogi Kar Jaaye Soorat Bholi

Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik..

Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Haaye Nik Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Chalte Chalte Ruklegi Dolly Ki Doli


Nain Matakke,

Latke Jhatke Dekho Iske

Nikli Sajke Choona

Na Isey Dekho Bas Isey

Phansegi Khelegi Chhoote Hi

Ud Jaayegi Phurr Se

Ajnabi Si Hai Kareebi

Humsafar Bhi Par Farebi


Dhoom Dhadake Karti,

Bin Piye Hi Chadhti

Allah Khair Kare, Maula Khair Kare

Jogi Kar Jaaye Soorat Bholi

Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik..

Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Haaye Nik Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Chalte Chalte Ruklegi Dolly Ki Doli


Yeh Ibaadat Par Qazaa Bhi

Yeh Mohabbat Par Sazaa Bhi

Ye Jo Chaahti Hai Le Hi Jaati Hai

Hanske Hansaake Naino Se

Churaake Ye Zindagi

Ye Junoon Bhi Ye Nasha Bhi

Rubaroo Bhi Gumshuda Bhi


Dhoom Dhadake Karti,

Bin Piye Hi Chadhti

Allah Khair Kare, Maula Khair Kare

Jogi Kar Jaaye Soorat Bholi

Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik, Nik Nik..

Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Haaye Nik Nik Nik Nik Nikli Dolly Ki Doli

Chalte Chalte Ruklegi Dolly Ki Doli


Dolly Dolly Dolly Dolly..

Dolly Ki Doli!


No comments:

Powered by Blogger.