Ads Top

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye Lyrics

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye Lyrics

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja

Har Pal Yaad Satati Hain Ho Ho

Har Pal Yaad Satati Hain

Ek Jhalak Dikha La Jaa

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja


Kasmein Waffa Ki Tod Na Dena

Bhul Na Jaana Waadon Ko

Dil Se Lagaye Baitha Harpal

Yaar Mein Teri Yaadon Ko

Dhundh Raha Hoon Main Tujhko

Chain Nahi Ek Pal Bhi Mujhko

Dhundh Raha Hoon Main Tujhko

Chain Nahi Ek Pal Bhi Mujhko

Phir Betaab Huaa Ye Dil Ho Ho..

Phir Betaab Huaa Ye Dil

Dil Ko Mere Beh Laa Jaa

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja


Aa Aa Aaaaa…Aa Aa Aaaaa…Aa

Duniya Ki Baaton Par Na Jaana

Duniya To Kehati Raheti Hain

Main Tadapta Raheta Hoon Aur Tu Bhi

Dard Hazaron Saheti Hain

Aa Jaa Mitade Ye Doori

Pyaar Mein Kaisi Majboori

Aa Jaa Mitade Ye Doori

Pyaar Mein Kaisi Majboori

Apna Pyaar Yahi Hain Kyaa Ho..

Apna Pyaar Yahi Hain Kyaa

Aaj Mujhe Batla Jaa

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja


Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja

Har Pal Yaad Satati Hain Ho Ho

Har Pal Yaad Satati Hain

Ek Jhalak Dikha La Jaa

Jaan Mein Jaan Si Aa Jaaye

Yaar Tu Aaja Ho Yaar Tu Aaja

Ho Yaar Tu Aaja.


No comments:

Powered by Blogger.