Ads Top

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics

Yahah Jeevan Sansaar

Yahah Sabhi Kaal Ka Khel

Honi Hokar Hi Rahi

Jhel Sake To Jhel


Jagath Mein Samay Maha Balwan

Jagath Mein Samay Maha Balwan

Sukh Dukh Dono Jeevan Saathi

Vidhi Ka Yahi Vidhaan

Jagath Mein Samay Maha Balwan

Jagath Mein Samay Maha Balwan


Pal Bhar Mein Sinhasan Chhuta

Mukut Aur Aabhushan Chhuta

Dhan Daulat Sab Mehel Attari

Chhut Rahein Hain Baari Baari

Van Ki Aur Chala Sanyasi

Chhod Raaj Sanmaan

Jagath Mein Samay Maha Balwan

Jagath Mein Samay Maha Balwan.

No comments:

Powered by Blogger.