Ads Top

Kaash (Title) Lyrics

Kaash (Title) Lyrics

Kaash Aisa Koi Manzar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota


Jama Karta Jo Mein Aaye Huve Sang

Jama Karta Jo Mein Aaye Huve Sang

Sar Chhupane Ke Liye Ghar Hota

Sar Chhupane Ke Liye Ghar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota


Is Balandi Pe Bahut Tanha Hu

Tanha Hu Bahut Tanha Hu

Tanha Hu Tanha Hu

Is Balandi Pe Bahut Tanha Hu

Kaash Mein Sab Ke Barabar Hota

Kaash Mein Sab Ke Barabar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota


Usne Uljha Diya Dhuniya Mein Mujhe

Usne Uljha Diya Dhuniya Mein Mujhe

Varna Ek Aur Kalandar Hota

Varna Ek Aur Kalandar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota

Mera Kanthe Pe Tera Sar Hota

Kaash Aisa Koi Manzar Hota.

No comments:

Powered by Blogger.