Ads Top

Kabhi Toh Sun Lyrics

Kabhi To Sun Gaur Se

Teri Aawaz Hun

Mana Le Zara Pyaar Se

Zara Sa Naaraz Hun

Chhupa Le Khud Mein Mujhe

Main Tera Raaz Hun


Saya Hun Main Tera

Kab Tujh Se Dur Hun

Jab Se Mila Hai Tu

Tab Se Magroor Hun

Hai Tert Ishq Ki

Yeh Sab Nawazishe

Jitna Badanaam Hun

Jitna Mashoor Hun


Likha Jo Tere Ishq Ne

Main Wo Alfaaz Hun

Mana Le Zara Pyaar Se

Zara Sa Naaraz Hun

Kabhi To Sun Gaur Se

Teri Aawaz Hun

Mana Le Zara Pyaar Se

Zara Sa Naaraz Hun.

No comments:

Powered by Blogger.