Ads Top

Karna Padta Hai (Title) Lyrics

Karna Padta Hai (Title) Lyrics

Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai

Mere Bhai Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai


Maana Ki Aalu Vadda Acha Lagta Hai

Maana Ki Aalu Vadda Acha Lagta Hai

Par Roj Roj Khane Mein Wo To Kadva Lagta Hai

Par Roj Roj Khane Mein Wo To Kadva Lagta Hai


Isi Tarah Rakhna Padta Hai, Rakhna Padta Hai

Biwi Ke Alawa 2-3 Setting Rakhna Padta Hai

Mere Bhai Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai


Maana Ki Kaam Ka Tension Lena Padta Hai

Maana Ki Kaam Ka Tension Lena Padta Hai

Par Tension Se Bhi Toh Relax Hona Padta Hai

Par Tension Se Bhi Toh Relax Hona Padta Hai


Issi Liye Peena Padta Hai, Peena Padta Hai

Sham Dhalte Hi Beer, Whisky Peena Padta Hai

Mere Bhai Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai


Maana Apna Thobda Na Bura Lagta Hai

Maana Apna Thobda Na Bura Lagta Hai

Par Video Dekhne Wala Saala

Kuch Dekhna Mangta Hai

Par Video Dekhne Wala Saala

Kuch Dekhna Mangta Hai


Issi Liye Nachna Padta Hai, Nachana Padta Hai

Latke Mein Ye Hot Ladkiyan Dikhana Padta Hai

Mere Bhai Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai

Karna Padta Hai, Karna Padta Hai

Iss Duniya Mein Jeena Hai To Karna Padta Hai.

No comments:

Powered by Blogger.