Ads Top

Kashmakash Lyrics

Kashmakash Hai Yehi

Kya Karoon Kya Nahi

Kiski Maanu Yahaan

Dil Kahin Mann Kahin


Rishte! Hansaate Hain Kabhi

Kabhi Yeh Gham Ke Aansu Rulaate

Hmmsapne Dikhaate Hain Kabhi

Kabhi Yeh Neend Se Hain Jagaate

Chalte Chalte Jhonkon Pe

Thehra Thehra Aasmaan

Oonchi Oonchi Lehron Mein

Gehra Gehra Karwan


Sach Hai Kya Jhooth Kya

Kya Gawaah Kya Yakeen

Kashmakash Hai Yehi

Kya Karoon Kya Nahi

Kiski Maanu Yahaan

Dil Kahin Mann Kahin


Kashmakash Hai Yehi

Kya Karoon Kya Nahi

Kiski Maanu Yahaan

Dil Kahin Mann Kahin

Kashmakash Hai Yehi

Kashmakash Hai Yehi

Haan Kashmakash Hai Yehi


Apna Banaate Hain Kabhi

Kabhi Yeh Bheed

Chhod Jaate Chhod Jaate

Hmmdoori Mitaate Hain Kabhi

Kabhi Yeh Dooriyaan

Hain Badhaate Dooriyaan

Ujle Ujle Aasmaan

Kaali Kaali Badliyaan

Halke Halke Aansu Ki

Bhaari Bhaari Dastaan

Paas Kya Door Kya

Kya Gaya Kya Yahin


Kashmakash Hai Yehi

Kya Karoon Kya Nahi

Kiski Maanu Yahaan

Dil Kahin Mann Kahin

Kashmakash Hai Yehi

Kya Karoon Kya Nahi

Kiski Maanu Yahaan

Dil Kahin Mann Kahin

Kashmakash Hai Yehi

Haan Kashmakash Hai Yehi


No comments:

Powered by Blogger.