Ads Top

Kya Uska Gila Kijiye Lyrics

Kya Uska Gila Kijiye Lyrics

Kya Uska Gila Kijiye

Kya Uska Gila Kijiye

Usse Pyaar Hi Kab Tha

Woh Wada Woh Wada

Woh Wada Faramosh

Wafadar Hi Kab Tha

Kya Uska Gila Kijiye

Usse Pyaar Hi Kab Tha


Aansu Ki Tarah Usne

Giraya Hain Nazar Se

Aansu Ki Tarah Usne

Giraya Hain Nazar Se

Woh Mere Kisi Gam Ka

Woh Mere Kisi Gam Ka

Kharidaar Hi Kab Tha

Woh Wada Woh Wada

Woh Wada Faramosh

Wafadar Hi Kab Tha

Kya Uska Gila Kijiye

Usse Pyaar Hi Kab Tha


Khushiyon Mein Har Ek

Shaqs Mere Sath Tha Lekin

Khushiyon Mein Har Ek

Shaqs Mere Sath Tha Lekin

Mushkil Mein Mera Koi

Mushkil Mein Mera Koi

Madad Gaar Hi Kab Tha

Woh Wada Woh Wada

Woh Wada Faramosh

Wafadar Hi Kab Tha

Kya Uska Gila Kijiye

Usse Pyaar Hi Kab Tha


Woh Aaye Idhar Ghar

Se Utha Mera Janaza

Woh Aaye Idhar Ghar

Se Utha Mera Janaza

Unka Meri Taqdeer Mein

Unka Meri Taqdeer Mein

Didaar Hi Kab Tha

Woh Wada Woh Wada

Woh Wada Faramosh

Wafadar Hi Kab Tha

Kya Uska Gila Kijiye

Usse Pyaar Hi Kab Tha.

No comments:

Powered by Blogger.