Ads Top

Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) Lyrics

Maa Jannat Ki Kunji Hai (Title) Lyrics

Harpal Maa Deti Hai Duaae Aa

Harpal Maa Deti Hai Duaae Aa

Maa Rehmat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Harpal Maa Deti Hai Duaae Aa

Harpal Maa Deti Hai Duaae Aa

Maa Rehmat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Maa Ko Upar Waale Ne

Kuchh Aisi Azmat Bakshi Hai

Dil Ko Baksha Pyaar Mohabbat

Paaon Ko Jannat Bakshi Hai

Mamta Ko Dukh Dard Bhi Dil Ko

Sabse Afzal Baksha Hai

Is Mein Hai Nain Ko Raahat

Aisa Aanchal Baksha Hai

Maa Ko Woh Hum Dardi Bakshi

Maa Ko Aisa Pyaar Diya

Saari Duniya Jiski Kaayal

Maa Ko Woh Kirdaar Diya

Jab Koi Dushwaari Aankhon

Koi Bimaari Aati Hai

Maa Toh Apne Bachcho Pe

So Jaan Se Waari Jaati Hai

Maa Toh Apne Bachcho Pe

So Jaan Se Waari Jaati Hai

Maa Toh Apne Bachcho Pe

So Jaan Se Waari Jaati Hai


Maa Se Afzal Koi Nahin Hai

Maa Se Afzal Koi Nahin Hai

Maa Ajmat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Maa Ki Azmat Badi Hai Sab Se

Yeh Kurwaan Mein Aaya Hai

Peer Payambar Ne Bhi Maa Ki

Azmat Ko Samjaya Hai

Bachcho Ka Humdard Nahin Hai

Maa Se Badhkar Koi Bhi

Bachcho Ke Sang Hasti Bhi Hai

Bachcho Ke Sang Royi Bhi

Maa Toh Kadam Kadam Pe Apne

Bachcho Ke Kaam Aati Hai

Baate Karna Chalna Phirna

Bachcho Ko Sikhlaati Hai

De Deti Hai Maa Bachcho Ko

Apne Munh Ka Neevala Bhi

Khush Hota Hai Dekh Ke Aisi

Chahat Uparwala Bhi

Khush Hota Hai Dekh Ke Aisi

Chahat Uparwala Bhi

Khush Hota Hai Dekh Ke Aisi

Chahat Uparwala Bhi


Jiske Dil Mein Nahin Yeh Chahat

Jiske Dil Mein Nahin Yeh Chahat

Maa Chahat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Goar Karo Meri Baato Par

Khol Ke Apne Kaan Suno

Kya Kehti Hai Tum Se Hadise

Aur Kya Kya Kurwaan Suno

Jab Bhi Koi Bachcha Apni

Maa Ke Dil Ko Dukhata Hai

Uski Uss Badmashi Par

Allah Ko Gussa Aata Hai

Kya Teri Maa Tere Liye

Sukh Chain Bhi Apna Khoyi Nahin

Maa Ke Jaisa Chahane Wala

Dono Jag Mein Koi Nahin

Kitane Pyaar Mohabbat Se Woh

Sine Se Chimkaati Hai

Dudh Ki Soorat Mein Woh Apna

Khoone Jigar Peelati Hai

Dudh Ki Soorat Mein Woh Apna

Khoone Jigar Peelati Hai

Dudh Ki Soorat Mein Woh Apna

Khoone Jigar Peelati Hai


Sab Ne Yeh Tasleem Kiya Hai

Sab Ne Yeh Tasleem Kiya Hai

Maa Barkat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Jaan Niachhavar Karna Bachche Par

Uska Maa Bhi Mol Hai

Taali Momat Ka Woh

Achha Saa Ischool Bhi Hai

Maa Hai Nek Toh Apne Bachcho

Ko Bhi Nek Banati Hai

Bachpan Se Hi Bachcho Ko Woh

Achchi Raah Dikhati Hai

Bachche Par Jo Nazar Na Rakhi

Bachcha Bigad Bhi Sakta Hai

Zara Zara Si Baato Par Woh

Lad Bhi Jagad Bhi Sakta Hai

Sathi Gande Mil Jaaye Toh

Gandi Lat Lag Jaati Hai

Dhire Dheere Nasha Khori

Ki Aadat Lag Jaati Hai

Dhire Dheere Nasha Khori

Ki Aadat Lag Jaati Hai

Dhire Dheere Nasha Khori

Ki Aadat Lag Jaati Hai


Bhool Na Jaana Meri Nasihat

Bhool Na Jaana Meri Nasihat

Yeh Ulfat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Jo Na Maa Ki Azmat Samje

Woh To Hai Naadaan Bada

Usko Uthana Pad Sakta Hai

Duniya Mein Nukshaan Bada

Jisne Paala Posha Uskko

Zaalim Agar Satata Hai

Is Duniya Mein Hi Woh Apni

Karni Ka Phal Paata Hai

Kal Ko Uske Bachche Bhi

Roti Na Denge Maarenge

Jaanvaro Ke Jaisa Usko

Reh Reh Ke Dhatkaarenge

Duniya Mein Chain Nahin

Markar Bhi Chain Na Paayenga

Jannat Ki Parwaah Nahin Ki Toh

To Jo Zakhmein Jaayenga

Jannat Ki Parwaah Nahin Ki Toh

To Jo Zakhmein Jaayenga

Jannat Ki Parwaah Nahin Ki Toh

To Jo Zakhmein Jaayenga


Maa Ki Duaae Daulatwaali

Maa Ki Duaae Daulatwaali

Maa Daulat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Maa Ke Munh Se Aah Jo Nikali

Arsh Bhari Hil Jaata Hai

Allah Tala Ki Jaanib Se

Badla Bhi Mil Jaata Hai

Mamta Ki Maari Yun Toh

Badduaan Nahin Karti Hai Maa

Nalayak Se Nalayak

Bachho Par Bhi Marti Hai Maa

Har Maaki Hoti Hai Tamanna

Bachcha Mera Insaan Bane

Kisi Ki Khahish Ye Nahin Hoti

Aawara Shaitaan Bane

Baad Khudake Maaki Mohabbat

Sab Se Badi Mohabbat Hai

Maa Jiski Jinda Hai Samjo

Woh Sabse Khush Kismat Hai

Maa Jiski Jinda Hai Samjo

Woh Sabse Khush Kismat Hai

Maa Jiski Jinda Hai Samjo

Woh Sabse Khush Kismat Hai


Jo Naadan Hai Jo Na Samje

Woh Naadan Hai Jo Na Samje

Maa Shafaqat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Nabio Ne Bhi Apni Apni Maa Ki Khidmat Ki Hai

Wali O Ne Bhi Maa Ki Duaan Se Haasil Jannat Ki Hai

Arbo Bala Mein Hazrat E Baano Aur Jehnat Ko Bhi Dekho

Kaise In Maao Ne Bachaya Hai Majhab Ko Toh Dekho

Maa Ki Duaan Se Hausiya Ne Aala Rutaba Paaya Hai

Khwaja Muyidun Hasana Ne Uncha Darza Paya Hai

Khwaja Niza Muyiuddin Ko Dekhokaise Bhag Ye Jaage Hai

Aliyar Wale Saabir Kaisi Sab Walio Mein Aage Hai

Aliyar Wale Saabir Kaisi Sab Walio Mein Aage Hai

Aliyar Wale Saabir Kaisi Sab Walio Mein Aage Hai

Maa Ko In Logo Ne Samja

Maa Ko In Logo Ne Samja

Maa Nemat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Maa Ki Baate Jisne Maani

Duniya Mein Woh Naam Kare

Apne Farayaz Ko Na Bhoole

Neki Ka Woh Kaam Karein

Maa Ki Duaao Se Aati Hai

Ghar Mein Rab Ki Rehmat Bhi

Allah Tala Gair Se Deta

Hai Roji Mein Barkat Bhi

Maa Ka Rutba Maa Ki Azmat

Bhool Na Jaana Aye Logo

Bhool Gaye To Tumhein Padega

Ashq Bahana Aye Logo

Neha Naaz Ki Yeh Qawaali

Ek Nasihat Hai Sunlo

Saifi Ke Yeh Kalam Ne Likhi

Ek Nasihat Hai Sunlo

Saifi Ke Yeh Kalam Ne Likhi

Ek Nasihat Hai Sunlo

Saifi Ke Yeh Kalam Ne Likhi

Ek Nasihat Hai Sunlo


Tum Chahe Maano Na Maano

Tum Chahe Maano Na Maano

Maa Rahat Ki Kunji Hai

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai


Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai

Maaki Khidmat Karle Pagale

Maa Jannat Ki Kunji Hai.

No comments:

Powered by Blogger.