Ads Top

Main Sharabi Nahin Lyrics

Main Sharabi Nahin Lyrics

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin

Khushnaseebi Meri Main Sharaabi Nahin

Khushnaseebi Meri Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin


Yunhi Baith Jaata Hoon Main Baadalo Ki Chhaon Mein

Yunhi Baith Jaata Hoon Main Baadalo Ki Chhaon Mein

Ab To Mera Naam Likh De Koi Parsaao Mein

Hain Duaan Aapki Main Sharaabi Nahin

Hain Duaan Aapki Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin


Dekhe Na Koi Meri Aankhon Ki Laaliya

Dekhe Na Koi Meri Aankhon Ki Laaliya

Degayi Hain Rang Ye Kisi Ki Surkh Baaliya

Ye To Hai Bekhudi Main Sharaabi Nahin

Ye To Hai Bekhudi Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin


Kitna Khayaal To Hain Dile Nashaad Ka

Kitna Khayaal To Hain Dile Nashaad Ka

Kabhi Kabhi Pee Leta Hoon Jaam Teri Yaad Ka

Kyaa Karun Jeete Ji Main Sharaabi Nahin

Kyaa Karun Jeete Ji Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin


Jee Raha Hoon Aaj Tak Main Iss Umeed Par

Jee Raha Hoon Aaj Tak Main Iss Umeed Par

Ek Din Aaoge Deewani Pariyan Eid Par

Ab Karo Dosti Main Sharaabi Nahin

Ab Karo Dosti Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin

Khushnaseebi Meri Main Sharaabi Nahin

Khushnaseebi Meri Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin

Maine Aankhon Se Pee Main Sharaabi Nahin.

No comments:

Powered by Blogger.