Ads Top

Nindiya Lyrics

Din Dhala Aur Raat Huyi

Is Raat Mein Koi Saath Nahi

Din Dhala Aur Raat Huyi

Is Raat Mein Koi Saath Nahi

Ab Toh Tu Aa Jaa Na

Naino Ko Dikha Jaana

Koi Sapna Jo Ho Apna

Jise Dekh Ke Main So Jaaun

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa


Khawabon Se Chhoti Mulakate

Dhundhe Hum Un Mein Jinko Chahein

Khawabon Se Chhoti Mulakate

Dhundhe Hum Un Mein Jinko Chahein

Aur Na Miley Woh Kaise Bulaye

Baithey Huye Ek Aash Lagaye

Koi Sapna Jo Ho Apna

Jise Dekh Ke Main So Jaaun

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa

Nindiya Re Nindiya Tu Aa Jaa.

No comments:

Powered by Blogger.