Ads Top

Piya More Lyrics

Piya More Piya Piya Piya

Jiya Mora Jiya Jiya Jiya

Hua Tohara Jiya

Mori Baate Samjhe Na

Juda Aisa Bhaga

More Vandhe Suljhe Na

Piya More Piya Piya Piya


Raat Jagaye Ninde Hamse

Ruthi Huyi Si Raheti Hai

Khwab Uthaye In Palko Ke

Aankhe Unhi Mein Baheti Hai

Din Kaunsa Hai Waqt Kya Hi

Ye Jaane Na

Kab Chodati Hai Yaad Koi

Mauka Aane Na

Din Kaunsa Hai Waqt Kya Hi

Ye Jaane Na Jaane Na

Maane Na O Piya

Piya More Piya Piya Piya


Jaane Kaha Se Baate Teri

Koi Nikal Hi Aati Hai

Laakh Bujhau Baati Phir Bhi

Phir Se Jal Hi Jaati Hai

Kuch Bewazah Hi Jaane Kyaa

Ye Dil Karvaata Hai

Kahi Sujh Bujh Se Koi Dil

Hai Ise Paana

Kuch Bewazah Hi Jaane Kyaa

Ye Dil Karvaata Karvaata Hai

Jaa Raha Koi Piya More Piya

Piya More Piya Piya Piya

Jiya Mora Jiya Jiya Jiya


Hua Tohara Jiya

Mori Baate Samjhe Na

Juda Aisa Bhaga

More Vandhe Suljhe Na

Piya More Piya Piya Piya.

No comments:

Powered by Blogger.