Ads Top

Sawan Lyrics

Barkha Na Suhaay Tere Bin

Kalkate Wale Piya

Kab Aaoge Tum


Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Bulaane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Bulaane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Dhundhate Dhundhate

Dhundhate Dhundhate Hi Zamane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Bulaane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna


Daagh Hai Dil Mein Laakho Gehre Haaye

Daagh Hai Dil Mein Laakho Gehre

Nayan Mein Apne Kazra Na Thehre

Nayan Mein Apne Kazra Na Thehre

Sapno Mein Aake Milake Satane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Tum Ko Aane Mein Aane Mein..

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Bulaane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna


Beet Gaya Jug Patiyaan Kaahen Haaye

Roothe Balam Ko Kaun Samjhaaye

Beet Gaya Jug Patiyaan Kaahen

Roothe Balam Ko Kaun Samjhaaye

Mann Ki Umango Ko Roke Suname

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Tum Ko Aane Mein

Tum Ko Bulaane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna


Paake Bidesh Mein Sautan Koi

Chainana Laage O Neermohi

Paake Bidesh Mein Sautan Koi

Chainana Laage O Neermohi

O Neermohi O Neermohi O Neermohi

Paake Bidesh Mein Sautan Koi

Chainana Laage O Neermohi

Ratiyon Mein Bindiya Sajane Mitane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajan

Kahin Sawan Sawan Sawan

Kahin Sawan Sawan Sawan

Kahin Sawan Baras Gaye Saajan


Dhundhate Dhundhate

Dhundhate Dhundhate Hi Zamane Mein

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Sawan..Sawan..Sawan..Sawan

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna

Kahin Sawan Baras Gaye Saajna.

No comments:

Powered by Blogger.