Ads Top

Sharabi Lyrics 

Sharabi Nainon Ka

Tere Zamana Deewana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Sharabi Nainon Ka

Tere Zamana Deewana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana


Tere Gore Gulabi Gaalon

Pe Qurbaan Jag Sara

Tere Gore Gulabi Gaalon

Pe Qurbaan Jag Sara

Sitam Hai Uspe

Sitam Hai Uspe

Tera Muskurana Jaan-e-jaana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Sharabi Nainon Ka

Tere Zamana Deewana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana


Teri Ulfat Mein Jaane Log

Kitne Jaan Kho Baithe

Teri Ulfat Mein Jaane Log

Kitne Jaan Kho Baithe

Khuda Ke Waste

Khuda Ke Waste Na

Dil Ko Mere Thukrana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Sharabi Nainon Ka

Tere Zamana Deewana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana


Chalo Uss Des Ko Jaaein

Jahan Duja Koi Na Ho

Chalo Uss Des Ko Jaaein

Jahan Duja Koi Na Ho

Aao Ek Baar To

Aao Ek Baar To Na

Lout Ke Kabhi Jaana

Tu Maih Hai Main

Hoon Tera Maikhana

Sharabi Nainon Ka

Tere Zamana Deewana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana

Tu Maih Hai Main Hoon

Tera Maikhana.

No comments:

Powered by Blogger.