Ads Top

Tajdar-E-Haram Lyrics

Qismat Men Meri Chain Se Jeena Likh De

Doobe Naa Kabhi Mera Safeena Likh De

Jannat Bhi Gawaarah Hai Magar Mere Liye

Ay Kaatib E Taqdeer Madeena Likh De


Taajdaar E Haram Ho Nigaah E Karam

Taajdaar E Haram Ho Nigaah E Karam

Ham Ghareebon Ke Din Bhi Sanwar Jaaen Ge

Haami Ye Bekasaan Kya Kahega Jahaan

Haami Ye Bekasaan Kya Kahega Jahaan

Aap Ke Dar Se Khaali Agar Jaaenge

Taajdaar E Haram

Taajdaar E Haram


Koyi Apna Nahin Gham Ke Maare Hain Ham

Koyi Apna Nahin Gham Ke Maare Hain Ham

Aap Ke Dar Pe Faryaad Laaye Hain Ham

Ho Nigaah E Karam Warna Chaukhat Pe Ham

Ho Nigaah E Karam Warna Chaukhat Pe Ham

Aap Ka Naam Le Le Ke Mar Jaaenge

Taajdaar E Haram

Taajdaar E Haram


Kya Tumse Kahoon Ay Arab Ke Kunwar

Um Jaante Ho Man Ki Batiyaan

Dar Furqat E To Ay Ummi Laqab

Kaate Nah Kate Hain Ab Ratiyaan

Tori Preet Mein Sudh Budh Sab Bisri

Kab Tak Yih Rahegi Be-khabari

Gaahe Ba-figan Duzdeedah Nazar

Kabhi Sun Bhi To Lo Hamri Batiyaan

Aap Ke Dar Se Koyi Na Khaali Gaya

Aap Ke Dar Se Koyi Na Khaali Gaya

Aap Ke Dar Se Koyi Na Khaali Gaya

Apne Daaman Ko Bhar Ke Sawaali Gaya

O..Apne Daaman Ko Bhar Ke Sawaali Gaya

Ho Habeeb E Hazeen

Ho Habeeb E Hazeen Par Bhi Aaqa Nazar

Warna Auraaq E Hasti Bikhar Jaaenge

Ho Habeeb E Hazeen Par Bhi Aaqa Nazar

Warnah Auraaq E Hasti Bikhar Jaaen Ge

Taajdar E Haram

Taajdar E Haram


Mai-kasho Aao Aao Madeene Chalein

Madeene Chalen,

Madeene Chalen, Madeene Chalen

Mai-kasho Aao Aao Madeene Chalen

Madeene Chalen,

Madeene Chalen, Madeene Chalen


Aao Madeene Chalen

Aao Madeene Chalen

Isi Maheene Chalen

Aao Madeene Chalen

Aao Madeene Chalen

Aao Madeene Chalen

Isi Maheene Chalen

Aao Madeene Chalen


Tajalliyon Ki Ajab Hai Faza Madeene Mein

Tajalliyon Ki Ajab Hai Faza Madeene Mein

Nigaah E Shauq Ki Hai Intiha Madeene Mein

Nigaah E Shauq Ki Hai Intiha Madeene Mein

Gham E Hayaat Nah Khauf E Qaza Madeene Mein

Gham E Hayaat Nah Khauf E Qaza Madeene Mein

Namaaz E Ishq Karen Ge Ada Madeene Mein

Namaaz E Ishq Karen Ge Ada Madeene Mein

Ba-raah E Raast Hai Raah E Khuda Madeene Mein


Aao Madeene Chalen

Aao Madeene Chalen

Isi Maheene Chalen

Aao Madeene Chalen


Mai-kasho Aao Aao Madeene Chalen

Mai-kasho Aao Aao Madeene Chalen

Dast E Saaqi Yi Kausar Se Peene Chalen

Dast E Saaqi Yi Kausar Se Peene Chalen


Yaad Rakkho Agar

Yaad Rakkho Agar

Yaad Rakkho Agar

Yaad Rakkho Agar


Uth Gayi Ik Nazar

Jitne Khaali Hain Sab Jaam Bhar Jaaenge

Yaad Rakkho Agar Uth Gayi Ik Nazar

Wuh Nazar Jitne Khaali Hain

Sab Jaam Bhar Jaaenge

Tajdar E Haram

Tajdar E Haram


Khauf E Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Dar

Khauf E Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Dar

Sakht Mushkil Hai Aaqa Kidhar Jaaen Ham

Sakht Mushkil Hai Aaqa Kidhar Jaaen Ham

Aap Hi Gar Na Lenge Hamaari Khabar

Ham Museebat Ke Maare Kidhar Jaaenge

Aap Hi Gar Na Len Ge Hamaari Khabar

Ham Museebat Ke Maare Kidhar Jaaenge

Taajdar E Haram Taajdar E Haram


Ya Mustafa Ya Mujtaba

Irham Lana Irham Lana

Dast E Hamah Bechaara Ra,

Daamaan Tuhi, Daamaan To-hi

Man Aasiyam Man Aajiz-am

Man Bekasam Haal E Mara

Pursaan To-yi Pursaan To-yi

Ay Mushk Bed Ambar-fishaan

Paik E Naseem E Subh Dam

Ay Chaarah Gar Eesa-nafas

Ay Moonis E Beemaar E Gham

Ay Qaasid E Farkhundah Pah

Tujh Ko Usi Gul Ki Qasam

In Nalti Ya Reeh As Saba

Yauman Ila Ard Il Haram

Balligh Salaami Raudatan

Feeh An Nabi Yul Mohtaram

Taajdaar E Haram

Ho Nigaah E Karam

Taajdaar E Haram Ho Nigaah E Karam


Ham Gharibon Ke Din Bhi Sanwar Jaaen Ge

Haamiye Bekasaan Kya Kahega Jahaan

Haamiye Bekasaan Kya Kahega Jahaan

Aap Ke Dar Se Khaali Agar Jaaen Ge

Taajdaar E Haram Taajdaar E Haram

Taajdaar E Haram…

No comments:

Powered by Blogger.