Ads Top

Tera Deewana (Title) Lyrics

Tera Deewana (Title) Lyrics

Tera Chalna Sambhalna Deewana Sa Kare..

Sab Ko Nazron Se, Ghayal Tu Kare

Dil Ye Kare, Baahon Mein Kho Jaaun Tere

O Jaane Jaanaa..Yun Na Satana

Mar Jaaunga Main Tere Bina

Deewana Hoon Main Tera Deewana

Jaanta Hai Ye Ab Saara Zamana..


Roke Na Ruke, Aise Mile..

Pyar Jab Hum Kare Duniya Jale, Jalti Rahe

Deewangi Sa Lage…

Dekho Mujhe, Kah De Mujhe..

Dil Mein Sirf Main Hoon Tere

O Jaane Jaanaa..Yun Na Satana

Mar Jaaunga Main Tere Bina

Deewana Hoon Main Tera Deewana

Jaanta Hai Ye Ab Saara Zamana..


Aawara Begana Lagta Tujhe, Baat Itni Si Hai

Pyar Sirf Tujhse Hi Karta Hoon Main,

Baat Ye Tujhe Samajh Nahi Aayi..

O Jaane Jaanaa..Yun Na Satana

Mar Jaaunga Main Tere Bina

Deewana Hoon Main Tera Deewana

Jaanta Hai Ye Ab Saara Zamana..

No comments:

Powered by Blogger.