Ads Top

Tu Kisi Rail Si Lyrics

Tu Kisi Rail Si Lyrics

Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai

Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai

Main Kisi Pull Sa.. Thartharata Hun


Tu Bhale Rati Bhar Na Sunti Hai

Main Tera Naam Budbudata Hun


Kisis Lambe Safar Ki Raato Mein

Tujhe Aalam Sa Jalata Hun

Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai

Main Kisi Pull Sa.. Thartharata Hun


Kaath Ke Taale Hai

Aankh Pe Daale Hai

Unmein Isharon Ki Chabiyaan Laga

Kaath Ke Taale Hai

Aankh Pe Daale Hai

Unmein Isharon Ki Chabiyaan Laga


Raat Jo Baaqi Hain

Shaam Se Taaki Hain

Neeyat Mein Thodi..

Neeyat Mein Thodi Kharabiyaan Laga

Kharabiyaan Laga

Main Hun Paani Ke Bulbule Jaisa

Tujhe Sochun Toh Phoot Jaata Hun


Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai

Main Kisi Pull Sa.. Thartharata Hun

Tu Kisi Rail Si Guzarti Hai

Main Kisi Pull Sa.. Thartharata Hun

Thartharata Hun… Thartharata Hun…

Thartharata Hun… Thartharata Hun.

No comments:

Powered by Blogger.