Ads Top

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain Lyrics

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain Lyrics

Sharaab Na Hoti To

Zindagi Ek Lailaaz Marz Ho Jaati

Phir Shaam Ko Kaun Sanvaarta

Aur Tanhaai Ko Khubsoorat Kaun Banata

Fizaao Ko Khushboo Daar Rang Kaun Ata Karta

Ye Toh Khuda Ki Nemat Hi Hain

Ke Hum Shabo Roz Sharaab Ki

Mohabbat Mein Giraftaar Hain


Woh Sharabon Se Door Rehte Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain


Woh Sharabon Se Door Rehte Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain


Woh Meri Baat Sun-ne Aaye Hai

Woh Meri Baat Sun-ne Aaye Hai

Woh Meri Baat Sun-ne Aaye Hai

Woh Meri Baat Sun-ne Aaye Hai

Dosto Ab Zara Sambhalte Hain

Dosto Ab Zara Sambhalte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain


Ek Khushboo Si Fail Jaati Hai

Ek Khushboo Si Fail Jaati Hai

Ek Khushboo Si Fail Jaati Hai

Ek Khushboo Si Fail Jaati Hai

Yaad Hum Jab Bhi Un Ko Karte Hain

Yaad Hum Jab Bhi Un Ko Karte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain


Unko Jeene Ka Fan Nahi Aaya

Unko Jeene Ka Fan Nahi Aaya

Unko Jeene Ka Fan Nahi Aaya

Unko Jeene Ka Fan Nahi Aaya

Muft Mein Rind Se Bigadte Hain

Muft Mein Rind Se Bigadte Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Khaak Kya Zindagi Samajhate Hain

Woh Sharabon Se Door Rehte Hain.

No comments:

Powered by Blogger.