Ads Top

Yeh Kya Hua Hai (Reprise) Lyrics

Yeh Kya Hua Hai (Reprise) Lyrics

Kuch Dino Se Yeh Dil Kahi Bhi Lagta Nahi Hai

Main Yahi Pe Hoon Aur Yeh Mera Dil Kahi Hai

Kuch Dino Se Yeh Dil Kahi Bhi Lagta Nahi Hai

Main Yahi Pe Hoon Aur Yeh Mera Dil Kahi Hai

Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai

Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai


Jaane Kaun Sa Rasta Dil Ne Hai Chun Liya

Jaane Aankho Ne Kaun Sa Khwab Hai Bun Liya

Bekhayali Ke Saaye Bhi Sath Chalne Lage

Aise Hi Is Tarah Se Lamhe Dhalne Lage

Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai

Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai


Baat Is Pal Ki Agle Pal Yaad Rehti Nahi

Kuch Pata Na Chale Ki Kya Galat Kya Sahi

Ja Raha Tha Kahi Magar Raste Mud Gaye

Tum Jaha The Khade Usi Mod Se Jud Gaye

Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai

Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai


Ho Jaane Dil Ne Kya Chori Chhupke Se

Maange Kaisi Dua Hai

Kyun Juda Mujhse Dhadkane Sari

Jab Se Tune Chhua Hai

Soch Raha Hoon Kya Ho Gaya Hai

Yu Baithe Baithe Hi Dil Kho Gaya Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai

Yeh Kya Hua Hai, Yeh Kya Hua Hai.

No comments:

Powered by Blogger.