Ads Top

Aaja Aaja Lyrics

Aaja Aaja Aaja Oo Oo..

Aakhari Saans Tak Iss

Dil Mein Tera Pyaar Rahega

Aakhari Saans Tak Iss

Dil Mein Tera Pyaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega

Aaja Aaja Aaja Oo Oo..


Aaja Ve Maahi Pardesi

Teri Raah Niharun Main

Aaja Ve Maahi Pardesi

Teri Raah Niharun Main

Aaja Are Aaja Aaja Aaja

Are Aaja Aaja Aaja Aaja Aaja


Kasame Na Todungi Main

Waade Nibhaaungi

Saari Zindagi Main

Teri Yaad Mein Bitaaungi

Kasame Na Todungi Main

Waade Nibhaaungi

Saari Zindagi Main

Teri Yaad Mein Bitaaungi

Meri Wafa Pe Mere Dil Ko Aitbaar Hai

Tujhape Toh Saathi Meri

Jaan Bhi Nisaar Hai

Tere Bina Jeena Duhwaar Hai

Aakhari Saans Tak

Iss Dil Mein Tera Pyaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega


Kuchh Bhi Zamana Bole

Main Toh Na Haarungi

Naam Tera Le Leke Main

Raat Din Pukaarungi

Kuchh Bhi Zamana Bole

Main Toh Na Haarungi

Naam Tera Le Leke Main

Raat Din Pukaarungi

Mana Hai Aaj Meri Nazaron Se Door Tu

Hoga Kahin Na Kahin Saathi Majboor Tu

Milega Kabhi Mujhe Jarur Tu

Aakhari Saans Tak Iss

Dil Mein Tera Pyaar Rahega


Aakhari Saans Tak Iss

Dil Mein Tera Pyaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega

Jab Tak Tu Na Aayega

Tera Intzaar Rahega

Aaja Aaja Aaja Oo Oo Oo..

No comments:

Powered by Blogger.