Ads Top

Aankho Ka Kajal Lyrics

Aankho Ka Kajal Lyrics

Aankho Ka Kajal

Karta Hai Pagal

Hotho Ki Lali Jan Lene Wali

Tune Deewana Hai Kiya

Jane Ja Mane Na Jiya

Jane Ja Mane Na Jiya


Aankho Ka Kajal

Karta Hai Pagal

Hotho Ki Lali Jan Lene Wali

Tune Deewana Hai Kiya

Jane Ja Mane Na Jiya

Jane Ja Mane Na Jiya


Tere Liye Maine

Rup Hai Sajaya

Dekha Tujhe Jara

Chain Mujhe Aaya

Teri Meri Kal Bat Nahi Hogi

Kaise Bhala

Mulakat Nahi Hogi

Kali Ghaneri Julfo Ki Chaya

Lambi Lato Ne

Mujhko Lubhaya

Bate Bana Na Rashiya

Jane Ja Mane Na Jiya

Jane Ja Mane Na Jiya


Kaisi Lagi Tujhe

Pyar Me Judai

Jane Wafa Mujhe

Nind Nahi Aayi

O Mere Sanam

Jara Pas Mere Aana

Acha Nahi Aise

Ruth Ke Manana

Bahke Kadam Hai

Aankhe Sharabi

Din Hai Nashile Rate Gulabi

Maine Tujhe Hi Dil Diya

Jane Ja Mane Na Jiya

Jane Ja Mane Na Jiya

Aankho Ka Kajal

Karta Hai Pagal

Hotho Ki Lali Ja Lene Wali

Tune Deewana Hai Kiya

Jane Ja Mane Na Jiya

Jane Ja Mane Na Jiya.

No comments:

Powered by Blogger.