Ads Top

Abhi Ghar Na Jana Lyrics

Abhi Ghar Na Jana Lyrics

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Ye Bikhari Si Zulfe Ye Faila Sa Kaajal

Ye Feeka Sa Ghazra Ye Simta Saa Aanchal

Tere Haal Se Log Pehchaan Lege

Tujhe Dekha Ke Lo Mujhe Jaan Lege

Mujhe Jaan Lege

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana


Ye Behake Kadam Ladkhadati Jawaani

Hain Betaab Dil Aur Mohabbat Deewani

Ye Behake Kadam Ladkhadati Jawaani

Hain Betaab Dil Aur Mohabbat Deewani

Shafaq Jaise Gaano Se Ubhari Huyi Hain

Mere Hoth Ki Ek Mehekti Nishaani

Tere Jism Se Udati Meri Ye Khudboo

Suna Degi Harek Ko Saari Khaani

Na Banjaaye Apna Milan Ek Fasaana

Milan Ek Fasaana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana


Jo Puchhega Koi To Tum Kya Kahogi

Sawalo Ki Bauchhar Mein Chup Rahogi

Jo Puchhega Koi To Tum Kya Kahogi

Sawalo Ki Bauchhar Mein Chup Rahogi

Pareshaan Ghabhrai Si Khamoshi Mein

Jawaabo Ki Manzil Bahot Door Hogi

Bujurago Ki Aankhein Udda Degi Ranggat

Saheli Ki Taane Kahan Tak Sahogi

Na Banjaaye Khud Jhaal Har Ik Bahana

Har Ik Bahana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana


Khudana Karein Tere Bin Ab Jeeu Mein

Ye Duniya To Kyaa Hain Ke Jaanat Na Lun Main

Khudana Karein Tere Bin Ab Jeeu Mein

Ye Duniya To Kyaa Hain Ke Jaanat Na Lun Main

Tere Ashq Meiin Apni Aankhon Mein Bharlun

Jo Mot Aaye To Tere Badle Mein Marun Main

Ye Jeevan To Kyaa Hain Jo Mil Jaaye Mujhko

To Ye Chaand Suraj Bhi Sab Kaid Karun Main

Agar Mar Gaye To Phir Janam Leke Aanaha

Janam Leke Aanaha

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana


Ye Bikhari Si Zulfe Ye Faila Sa Kaajal

Ye Feeka Sa Ghazra Ye Simta Saa Aanchal

Tere Haal Se Log Pehchaan Lege

Tujhe Dekha Ke Lo Mujhe Jaan Lege

Mujhe Jaan Lege

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana

Abhi Ghar Na Jana Abhi Ghar Na Jana.

No comments:

Powered by Blogger.