Ads Top

Chand Aadhi Raat Mein Lyrics

Chand Aadhi Raat Mein Lyrics

Chaand Aadhi Raat Mein

Ho Chaand Aadhi Raat Mein

Chaandani Sametkar

Chhup Gaya Woh Baadalon Ki

Chaadare Lapetkar

Chaand Aadhi Raat Mein

Ho Chaand Aadhi Raat Mein

Chaandani Sametkar

Chhup Gaya Woh Baadalon Ki

Chaadare Lapetkar

Chaand Aadhi Raat Mein


Khil Rahi Thi Chaandani

Chaand Ki Aaghosh Mein

Phir Na Jaane Kya Huwa

Dono Rahe Na Hosh Mein

Chaandani Sharma Rahi Thi

Ho Chaandani Sharma Rahi Thi,

Chaand Ka Muh Dekh Kar

Chhup Gaya Woh Baadalon Ki

Chaadare Lapetkar

Chaand Aadhi Raat Mein


Zulfein Bankar Badaliya

Har Taraf Chhaane Lagi

Saansein Bankar Siskiya,

Jhalake Bujh Jaane Lagi

Chaandani Lehara Uthi

O Chaandani Lehara Uthi Thi

Chaand Ka Muh Chumkar

Chhup Gaya Woh Baadalon Ki

Chaadare Lapetkar

Chaand Aadhi Raat Mein

Chaandani Sametkar

Chhup Gaya Woh Baadalon Ki

Chaadare Lapetkar

Chaand Aadhi Raat Mein.

No comments:

Powered by Blogger.