Ads Top

Dhiktana Tiktana Dhiktana Lyrics

Dhiktana Tiktana Dhiktana Lyrics

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Dhik,Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Bhabhi Tum Khushiyon Ka Khazana

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana


Pehli Kiran Jab Se Uge

Bhabhi Meri Tab Se Jage

Sabka Pura Dhyan Dhare Woh

Shaam Dhale Tak Kaam Kare

Pehli Kiran Jab Se Uge

Bhabhi Meri Tab Se Jage

Kal Tak Raha, Is Chaon Se

Mera Bachpan Anjana

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Dhik,Dhiktana,Tiktana,Dhiktana


Hogi Meri Shaadi Kabhi

Kahte Hain Yeh Mujhse Sabhi

Khud Apni Devrani Chunna

Baat Kisi Ki Mat Sunna

Hogi Meri Shaadi Kabhi

Kahte Hain Yeh Mujhse Sabhi

Tum Dhoondh Ke, Rang Roop Mein

Apni Parchhai Laana

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Dhik,Dhiktana,Tiktana,Dhiktana


Kab Tak Rahun Sabse Chota

Aaye Koi Mujhse Chota

Hansta Bolta Koi Khilona

Ab In Bahon Ko Do Na

Kab Tak Rahun Sabse Chota

Aaye Koi Mujhse Chota

Maange Tumse Ghar Ka Aangan

Pyara Pyara Nazrana

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Dhik,Dhiktana,Tiktana,Dhiktana


Bhabhi Tum Khushiyon Ka Khazana

Dhiktana,Tiktana,Dhiktana

Dhik,Dhiktana,Tiktana,Dhiktana.

No comments:

Powered by Blogger.