Ads Top

Duniya Yeh Duniya Lyrics

Duniya Yeh Duniya Lyrics

Duniya Ye Duniya

Dunia Ye Duniya Are

Kaisi Hai Ye Duniya

Yahan Koi Nahi Mera Na Kisi Ka

Dunia Ye Duniya

Duniya Ye Duniya Are

Kaisi Hai Ye Duniya

Yahan Koi Nahi Mera Na Kisi Ka

Duniya Ye Duniya


Kaun Jane Meri Manzil Hai Kaha

Phigati Ki Sadko Pe Main Akeli Hoon Yaha

Bhul Gayi Mahfil Pe Apni Lut Gayi Duniya

Duniya Ye Duniya


Ji Mein Aata Hai Do Bunf Vish Ke Pilu

Pikar Do Pal Ko Amrit Ban Ke Jilu

Aa Rahi Hai Yaad Mujhe

Wo Meri Ghar Ki Galiyan

Duniya Ye Duniya


Mushkil Pe Apno Ka Sath Na Mile To

Lut Ti Duniya Ko Bhagwan Na Mile To

Maut Ke Hatho Bikegi Jhuk Jhuk Kar

Ye Sab Duniya, Duniya Ye Duniya

Duniya Ye Duniya Are Kaisi Hai Ye Duniya

Yaha Koi Nahi Mera Na Kisi Ka

Duniya Ye Duniya.

No comments:

Powered by Blogger.