Ads Top

Grahan Lyrics

Khushi Ke Jalte Sooraj Ko

Sukoon Ke Ujhale Ghumbaj Ko

Boori Nazron Ka Nighal Gaya Grahan

Asar Thi Uski Saazish Mein

Jo Saiyaron Ki Gardish Mein

Zaher Ki Tarha Thaher Gaya Grahan


Khushi Ke Jalte Sooraj Ko

Sukoon Ke Ujhale Ghumbaj Ko

Boori Nazron Ka Nighal Gaya Grahan

Woh Aafat Hi Kuch Aisi Thi

Ki Fitrat Dhi-makh Jaisi Thi

Jo Til Til Karke Utar Gaya Grahan


Nazron Ki Aage Dhvandh Hai

Sab Darwaze Bandh Hai

Jootha Lage Har Dilasa

Haaf Rahi Aawaaz Hai

Parde Ke Peechhe Raaz Hai

Hota Nahi Kyun Khulasa


Muskurahat Sehmi Hai

Gham Ki Gehma Ghemi Hai

Duaaen Saari Nikali Kebewafa

Raat Katati Karvat Mein

Aansu Chhupake Silvat Mein

Subaah Ki Kirane Bhi Lagti Hai Khafa

Qayamat Bhar Ke Daaman Mein

Kisi Ke Ghar Ke Aangan Mein

Keher Ki Tarha Utar Gaya Grahan


Nazron Ki Aage Dhvandh Hai

Sab Darwaze Bandh Hai

Jootha Lage Har Dilasa

Parde Ke Peechhe Raaz Hai

Hota Nahi Kyun Khulasa..

No comments:

Powered by Blogger.