Ads Top

Hamara Bhi Ek Zamana Tha Lyrics

Hamara Bhi Ek Zamana Tha Lyrics


Isi Chaman Hamara Bhi

Ik Zamana Tha

Yahin Kahin Koi Sada Sa

Aashiyaana Tha

Isi Chaman Mein


Naseeb Ab To Nahin

Shaakh Bhi Nasheman Kii

Lada Huaa Kabhi Phoolon Se

Aashiyaana Tha

Isi Chaman Mein


Terii Qasam Are

O Jald Ruuthanevaale

Guruur-e-ishq Na Thaa

Naaz-e-aashiqaanaa Thaa

Isi Chaman Mein


Tumhiin Guzar Gaye

Daaman Bachakar Varna Yahaan

Vahii Shabab Vahii Dil

Vahii Zamaanaa Thaa

Isi Chaman Mein


Isi Chaman Hamara Bhi

Ik Zamana Tha

Yahin Kahin Koi Sada Sa

Aashiyaana Tha

Isi Chaman Mein.

No comments:

Powered by Blogger.