Ads Top

Izhaar-E-Gham Hain Aansu Lyrics

Izhaar-E-Gham Hain Aansu Lyrics

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu

Aankhon Ki Saadagi Mein

Hai Beshumaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu


Ye Shokh Ye Khushi Mein

Nikale Machal Machal Kar

Ye Shokh Ye Khushi Mein

Nikale Machal Machal Kar

Lag Jaaye Thes Dil Par

Toh Zaar Zaar Aansu

Aankhon Ki Saadagi Mein

Hai Beshumaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu


Moti Saa Ban Ke Bikhare

Shabnam Ke Qatre Qatre

Moti Saa Banke Bikhare

Shabnam Ke Qatre Qatre

Phoolo Ki Saadmaae

Mausam Ka Pyaar Aansu

Aankhon Ki Saadagi Mein

Hai Beshumaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu


Parwaane Ki Tamanna

Shoke Wafaa Mein Jalna

Parwaane Ki Tamanna

Shoke Wafaa Mein Jalna

Shamma Pigal Pigal Kar

Roye Hazaar Aansu

Aankhon Ki Saadagi Mein

Hai Beshumaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu


Aye Shaad Kya Sunaye

Aansu Ke Yeh Fasaane

Aye Shaad Kya Sunaye

Aansu Ke Yeh Fasaane

Gham Aur Khushi Hai Dono

Dur Parda Yaar Aansu

Aankhon Ki Saadagi Mein

Hai Beshumaar Aansu

Izhaar-e-gham Hain Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu

Khush Hoon Toh Chaar Aansu.

No comments:

Powered by Blogger.