Ads Top

Kaash Kabhi Toh Lyrics

Kaash Kabhi Toh Unki Khidaki

Ek Baar Khul Jaati

Aur Hawa Se Unke Chehre Ki

Naqaab Hat Jaati

Kaash Kabhi Toh Unki Khidaki

Ek Baar Khul Jaati

Aur Hawa Se Unke Chehre Ki

Naqaab Hat Jaati


Ho Jaata Deedar Kaash

Anjaane Rukhsaro Ka

Waah Taqdeere Isharon Ka

Un Naino Ke Baago Ka

Ho Jaata Deedar Kaash

Anjaane Rukhsaro Ka

Waah Taqdeere Isharon Ka

Un Naino Ke Baago Ka

Rukh Par Jo Chhai Baalo Ki

Aaj Ghata Hat Jaati

Chhupi Hui Gehraai

Palko Ki Thodi Dhak Jaati

Kaash Kabhi Toh…


Kaash Kabhi Toh Unki Khidaki

Ek Baar Khul Jaati

Aur Hawa Se Unke Chehere Ki

Naqaab Hat Jaati


Itane Din Se Jee Na Raha Thaa

Ek Baar Jee Jaata

Luta Zindagi Ki Bisaat Par

Maat Na Aisi Khaata

Itane Din Se Jee Na Raha Thaa

Ek Baar Jee Jaata

Luta Zindagi Ki Bisaat Par

Maat Na Aisi Khaata

Teekhi Nazar Katili

Abhi Uth Jaati

Phir Chahein Aa Jaaye Kayamat

Yaa Dharti Phat Jaaye

Kaash Kabhi Toh…


Kaash Kabhi Toh Unki Khidaki

Ek Baar Khul Jaati

Aur Hawa Se Unke Chehere Ki

Naqaab Hat Jaati


Haay Unhone Kabhi Na Dekha

Maine Unhein Na Jaana

Jaane Kab Se Chhupa Salona

Roop Raha Anjaana

Haay Unhone Kabhi Na Dekha

Maine Unhein Na Jaana

Jaane Kab Se Chhupa Salona

Roop Raha Anjaana

Agar Tilishmi Moorat Ki

Soorat Thodi Dikh Jaati

Kalam Hamari Ek Kahani

Nayi Nayi Likh Jaati

Kaash Kabhi Toh Unki Khidaki

Ek Baar Khul Jaati

Aur Hawa Se Unke Chehere Ki

Naqaab Hat Jaati.

No comments:

Powered by Blogger.