Ads Top

Maiya Teri Jai Jaikaar (Title) Lyrics

Maiya Teri Jai Jaikaar (Title) Lyrics

Teri God Mein Sar Hai Maiya

Ab Mujhko Kya Darr Hai Maiya

Teri God Mein Sar Hai Maiya

Ab Mujhko Kya Darr Hai Maiya


Duniya Nazrein Phere To Phere

Duniya Nazrein Phere To Phere

Mujhpe Teri Nazar Hai Maiya,


Teri God Mein Sar Hai Maiyaa

Ab Mujh Ko Kya Dar Hai Maiya.


Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar


Tera Daras Yahan Bhi Hai

Tera Daras Wahan Bhi Hai

Tera Daras Yahan Bhi Hai

Tera Daras Wahan Bhi Hai


Har Dukh Se Ladne Ko Maiya

Tera Ik Jaikara Kaafi Hai

Kaafi Hai.


Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar

Dil Main Laga Tera Darbar

Maiya Teri Jai Jai-kaar.


Main Santaan Tu Maata

Tu Meri Jiwan Daata

Main Santaan Tu Maata

Tu Meri Jiwan Daata


Jag Mein Sabse Gehra Maiya

Tera Aur Mera Hai Naata

Hai Naata.


Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar

Maiya Teri Jai Jaikaar


O Teri God Mein Sar Hai Maiya

Ab Mujhko Kya Darr Hai Maiya

Duniya Nazre Phere To Phere

Duniya Nazre Phere To Phere

Mujhpe Teri Nazar Hai Maiya,


Teri God Mein Sarr Hai Maiyar

Ab Mujhko Kya Dar Hai Maiya

Maiya Teri Jai Jaikar Loop.

No comments:

Powered by Blogger.