Ads Top

Mera Dil Deewana Lyrics

Mera Dil Deewana Lyrics

Mera Dil Deewana

Sanam Hai Begana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana

Sanam Hai Begana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana


Thoda Bhola Bhala

Hai Dilo Ka Ujala

Jaha Se Nirala Hai

Mere Dilruba

Thoda Bhola Bhala

Hai Dilo Ka Ujala

Jaha Se Nirala

Hai Mere Dilruba

Jhuki Jhuki Sanso Ko

Ruki Ruki Sanso Ko

Dabi Dabi Aaho

Ko Jane Wo Kya

Use To Aata Hai

Mera Dil Tadpana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana

Sanam Hai Begana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana


Kisi Aado Ne Kisi Ki Nigaho Ne

Kisi Ki Jafao Ne Mera Dil Liya

Kisi Aado Ne Kisi Ki Nigaho Ne

Kisi Ki Jafao Ne Mera Dil Liya

Kabhi Aata Hai Mujhe Tadpata Hai

Aur Chala Jata Hai O Bewafa

Shamma Ka Jal Jana

Na Samjhe Parwana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana

Sanam Hai Begana

Wo Jalim Kya Jane

Meri Chahat Ka Ye Afsana

Mera Dil Deewana.

No comments:

Powered by Blogger.