Ads Top

Nazron Ko Takranede Lyrics

Nazron Ko Takranede Lyrics

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De

Zulfein Hata Ke Saagar Uthake

Masti Mein Peene De

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De


Sun Le Yaar Ho Jab Aankhein Chaar

To Samjo Mohabbat Huyi

Sab Kuchh Bhul Ke Bas Ye Samaj Lena

Manzil Hai Teri Yahin

Sun Le Yaar Ho Jab Aankhein Chaar

To Samjo Mohabbat Huyi

Sab Kuchh Bhul Ke Bas Ye Samaj Lena

Manzil Hai Teri Yahin

Jalwa Dikha Ke Khud Ko Banake

Masti Mein Gaane De

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De

Hey Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De


Ulfat Ka Hai Naam Jawaani

Ye Duniya Deewani Huyi

Shamma Parwane Ki Kahani

To Teri Kahaani Huyi

Ulfat Ka Hai Naam Jawaani

Ye Duniya Deewani Huyi

Shamma Parwane Ki Kahani

To Teri Kahaani Huyi

Haske Hasake Gham Ko Bhulake

Masti Mein Rehne De

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De

Are Re Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De

Zulfein Hata Ke Saagar Uthake

Masti Mein Peene De

Nazro Ko Takrane De

Dil Se Dil Mil Jaane De.

No comments:

Powered by Blogger.